Bhajan Library

Shyam Teri Bansi

Roman

Chorus

Shyam teri bansi Pukare Radha naam

Shyam teri bansi Pukare Radha naam

Verses

Brindavan ke kunj galin mein

Goonje Tera naam

Shyam teri bansi Pukare Radha naam

Jamuna tat pe gope gopiyan

Nachen madhur taal

Shyam teri bansi Pukare Radha naam